Aawaara Angaara Song – Lyrics (Faheem Abdullah) Tere Ishk Mein

Share lyrics :

Aawaara Angaara Song Lyrics is the track from Tere Ishk Mein Hindi Album – 2025, Dhanush and Kriti Sanon. This song was sung by Faheem Abdullah. The music was composed by A. R. Rahman. Lyrics works penned by Irshad Kamil.

Aawaara Angaara Song Credits :
Title : Aawaara Angaara
Singer : Faheem Abdullah
Album : Tere Ishk Mein
Lyrics By : Irshad Kamil
Music By : A. R. Rahman
Cast : Dhanush, Kriti Sanon
Label : T-Series

Aawaara Angaara – Lyrics

Teri Kaaynat Mere Khaali Haath
Aur Taar-Taar Sapne
Gaye Zakhm Jaag Mere Seene Aag
Lagi Saans-Saans Tapne

Teri Kaaynat Mere Khaali Hath
Aur Taar-Taar Sapne
Dardon Se Choor Gam Ka Gurur
Kahun Kya Main Haal Apne

Aawaara Angaara
Aawaara Angaara
Raaton Mein Dooba
Ambar Ka Banjara
Jaane Toota Kyon?
Main Sheesha Na Taara

Teri Kaynat Mere Khali Hath
Aur Taar-Taar Sapne
Gaye Zakhm Jaag Mere Seene Aag
Lagi Saans-Saans Tapne

Koi Udhaari Hai Seene Pe Bhari Hai
Patthar Hai Ya Dil Hain
Main Hi Akela Hoon Main Hi To Mera Hoon

Ye Kaisi Mehfil Hai?
Roothe Savere Hai Aadhe
Ye Mere Hain Aadhe Hain Ye Tere
Tu Hai Nigaahon Mein Lava Hai
Aankhon Mein Bas Sard Shaam Gehre

Aawaara Angaara
Aawaara Angaara
Aansoo Hai Mere
Ya Pighla Hai Paara
Jaane Toota Kyon?
Main Sheesha Na Taara

Mera Imtihaan Tu Jo Le Raha Hai
Ab Na Riyaayatein Kar
Maine Ishq Seekha Maine Pyar Seekha
Tu Chahe Nafratein Kar

Maine Dil Diya Hai Maine Dukh Liya Hai
Tu Sauda Imaan Le Par
Mera Tera Imtihaan Tujhe Le Raha Hai
Ab Naare Aayaat Kar

Aawaara Angaara
Aawaara Angaara
Raaton Mein Dooba
Ambar Ka Banjara
Jaane Toota Kyon?
Main Sheesha Na Taara

Mera Imtihaan Tu Jo Le Raha Hai
Ab Na Riyaayatein Kar
Maine Ishq Seekha Maine Pyar Seekha
Tu Chahe Nafratein Kar

Aawaara Angaara Video