Nazrein Tu Mila Song Lyrics (Pragati Nagpal)

Share lyrics :

Nazrein Tu Mila Song Lyrics is the track from Haunted 3D: Echoes Of The Past Hindi Album – 2026, Starring Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt, Hemant Pandey. This song was sung by Pragati Nagpal. The music was composed by Prateek Walia. Lyrics works penned by Vikram Bhatt.

Nazrein Tu Mila Song Credits :
Title : Nazrein Tu Mila
Singer : Pragati Nagpal
Album : Haunted 3D: Echoes Of The Past
Lyrics By : Vikram Bhatt
Music By : Prateek Walia
Label : Saregama Music
Director : Vikram Bhatt
Released on : May 20, 2026

Nazrein Tu Mila Lyrics

Barson se bhi lambi
Ye kaali raat hai…
Uljhanon mein uljhi
Kuch aisi baat hai…

Saansein kar rahi thi
Bas tera intezaar
Tu pyaar hai mera
Tu hi raazdaar…

Haathon ko thaamein
Aa le chal tu wahaan
Andheron se tu
Savera ho jahaan…

Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa…

Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa…

Mera ye dil
Khoya wahi…
Gaoon jahaan
Koi nahi…

Mann ho gaya
Khaali saagar…
Rookha sa phir
Tooti dagar…

Lafzon mein chhipa hai
Raaz mere haal ka
Haal mein hai dastaan
Ruki si saans ka…

Haari thi dil se
Pyaar tha ek bewafa
Tere aane se yaqeen
Pyaar pe ho gaya…

Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa…

Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa…

बरसों से भी लम्बी
ये काली रात है…
उलझनों में उलझी
कुछ ऐसी बात है…

सांसें कर रही थीं
बस तेरा इंतज़ार
तू प्यार है मेरा
तू ही राज़दार…

हाथों को थामें
आ ले चल तू वहाँ
अंधेरों से तू
सवेरा हो जहाँ…

नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा…
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा…

नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा…
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा…

मेरा ये दिल
खोया वही…
गाऊँ जहाँ
कोई नहीं…

मन हो गया
खाली सागर…
रूखा सा फिर
टूटी डगर…

लफ्ज़ों में छिपा है
राज़ मेरे हाल का
हाल में है दास्ताँ
रुकी सी सांस का…

हारी थी दिल से
प्यार था एक बेवफा
तेरे आने से यक़ीन
प्यार पे हो गया…

नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा…
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा…

नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा…
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा…

Nazrein Tu Mila Song Video